Hindi Romance videos by Alone Soul Watch Free
Published On : 22-Jul-2022 01:02pm403 views
Aditya: Kya kar rahi ho Geet? Kyu khel rahi ho apni zindagi ke saath?
Geet: Kyunki ye mera favourite game hai, ZINDAGI.
Geet: Aage kya hone wala hai, is par kisi ka control to hai nhi. To aise me mai wahi karti hu jo mera dil kehta hai.
Aditya: Lekin humara dil har baar sahi kahe, ye bhi to zaruri nhi na. Galat faisle bhi honge aur sahi faislon me galtiyan bhi. Aur har baar agar khud ko hi blame karti rahi to khud se khush kaise reh paogi?
Geet: Toh mai dusro ki baat sirf isliye maanu, taaki mai baad me unhe blame kar saku? Aise kya mai unhe aur khudko, dono ko hi dukhi nhi karungi? Fir apni galtiyon ke liye kisi aur ko doshi kyu therana? Ye to khud se dhoka hi hua na ek tarah se? Kisi aur ki sun kar, kal ko mai kisi ko blame nhi karna chahti, ki ji tumhari wajah se meri life barbaad ho gayi. Meri life jo bhi hogi, mujhe pata hoga ki meri wajah se aisi hai.
Aditya: No, you won’t always be ‘happy’. Galti aur khamiyan hamesha sirf hamari hi nhi hoti Geet. Kabhi halaat galat hote hain, kabhi humari raah me jude log galat hote hain, to kabhi sab kuch sahi hote hue bhi nateeja galat hota hai. Aur agar sab ke liye khud ko doshi maanogi to apne aap se nafrat karne lagogi. Khud se nazre nhi mila paogi. Tum apno se aur usse bhi zyada, khud se durr hoti chali jaogi Geet.
Geet: Khud se dhoka to tab hoga na jab apni khamiyon ka blame mai dusro par daal dungi. Jisse humesha mujhe ek darr laga rahega, jaise koi train chhut rahi hai. Mai sabka opinion lungi aur agar mere dil ko sahi laga to hi vaisa karungi, naa ki kisi aur ki sunke. Funda thoda zyada ho gaya na?
Aditya: Tu original piece hai, malum hai na tujhe? Aisa dusra nahi hai.
जीना इसी का नाम है............. 🤍 .........

- Shows Videos
- Speeches Videos
- Natak Videos
- Comedy Videos
- Shabdotsav Videos
- Poem Videos
- Sangeet Videos
- Web Series Videos
- Short Films Videos
- Talk Show Videos
- Romantic Videos
- Comedy Film Videos
- Suspense Videos
- Sci-fi Videos
- Motivational Videos
- Social Videos
- Drama Videos
- Action Videos
- Horror Videos
- Sahityotsav Videos
- Song Videos
- Saurashtra Book Fair Videos
- Josh Talks Videos
- Children Stories Videos
- Story Videos
- Mushayra Videos
- Book Reviews Videos
0 Comments